Kuchh din pahle Mene Zee news par ek news dekhi jisme iran ke garib logo ke bare me dikhaya ja Raha tha ki kese waha ke garib log kabar me sone ke liye majbor hai is kabar SE me kafi Aahat hua.waise to pure world me hi koi na koi problem hai jese kahi aatankwad kahi Bharstachar kahi garibi world ke har Desh me koi na koi problem hai ab baat aati hum is problem ko kese solve kare. kese hum garib Desh ki tress kare kese hum pata lagaye ke kaha se aatankwad ko fanding ho rahi hai kese hum apne Desh ke garib ka record banaye etc.mujhe lagta hai in sab problem ki main wajah kagaz ke tukde jinhe hum currency kahte hai.