Taaron ke neeche khule asmaan mai toote taaro ko gina tha jab
Har roz tere jagne ka intezaar kiya jab
Jab subah ko wapas bheja tera deedar na hua jab tak
Aur tumne pooch liya kon hai hum
Jab tere dil ki dhadkan ke sang saanson ko baandh liya ,aur tumne poocha kon hai hum
Hum woh hai jo tujhko roshan karte hai
Khud jalkar jo abaad sanam ko karte hai
Na rahengen jab is duniya mai to khuda se pooch lena...kon the hum...